Tujhse kuch kehta nahi,khud se hi ladta hu
Kya hai sabab-e-berukhi, Kyun main ab khamosh rehta hoon
Zindagi ne yun to diya hai bahut kuch mujhe
Aansun ko khareed kar, ab to hasta rehta hoon main
Jaane kaha jaake thamegi ye zindagi
Bas zinda hun, Saanso ki lay mei gaata rehta hoon main
Kabhi kisi pal jake saamne uske puchenge hum bhi
Kya bhula hai wo use, Jise har pal yaad karta rehta hoon main
~Veena

So lovely line
ReplyDeletenice
ReplyDeleteThanks to all
ReplyDelete